Search More Hindi Lyrics

Shayrana Lyrics from Daawat-e-Ishq

Jheeni hai bheeni hai khushboo teri hai main mehak rahi hoon - 2
 Khatti hai meethi hai boliyan teri hain
 Main chehak rahi hoon
 Tu chahat purani shararat nayi hai
 Yaqeen toh dila de tu hai ya nahi hai
 Aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi
 Hui hui main toh hui shayrana hui - 2
 Gungunane lagi aashiqana hui
 Hui hui main toh hui shayrana hui
 Shayarana huyi
 
 Main shayrana shayrana shayrana hui
 Chaand chhal ke chal diya hai 
 Din mein hi nikal liya hai
 Khwaab tod laya hai mere liye naye 
 Aage peechhe baahein kheenche
 Ud rahi hain yeh hawaayein
 Raahein dhoondh laayi hain mere liye nayi
 Shayarana shayarana ho gayi main shayarana
 Shayarana shayarana sha ra ra ra shayarana
 
 Tu hasrat puraani tu aadat nayi hai
 Yaqeen to dila de tu hai ya nahi hai
 Aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi
 Hui hui main to hui shayarana hui - 2
 Gungunaane lagi aashiqana hui
 Hui hui main to hui shayarana hui
 Shayarana hui
 Pa para ra para ra ra 
 Pa pa pa para aa ee pa ra ra ra
 Kahein jo sakhiyan sune jo takiyaan tu hai woh kahaani - 2
 
 Daudi jo nas mein rahe na bas mein tu hai woh ravaani
 Main jis pe fidaa hoon adaa ban gaya tu
 Jo sach ho gayi woh duaa ban gaya tu
 Ki haaye zubaan bhi phisalne lage
 Hui hui main to hui shayrana hui - 2
 Shayarana o o shayarana o
 O shayarana shayarana shayarana
 Shayarana na na na na shana na na na na
 Shayrana hui yeah yeah
 Shayrana hui - 2

No comments:

Post a Comment